teri soorat.......
Teri Soorat
Teri Soorat Nigaahon Main Phirti Rahay
Ishq Tera Sataaye To Main Kya Karoon
Gar Khuda Rooth Jaye To Sajday Karoon...
Gar Khuda Rooth Jaye To Sajday Karoon
Aur Sanam Rooth Jaye To Main Kya Karoon
Husn Aur Ishq Donon Main Tafreek Hai...
Husn Aur Ishq Donon Main Tafreek Hai
Kya Karoon Mera Donon Pay Emaan Hai...
Jab Say Dekha Hai Tumko Meray Humnasheen...
Jab Say Dekha Hai Tumko Meray Humnasheen
Koi Dooja Na Bhaye To Main Kya Karoon
Halka Halka Sa Honay Laga Hai Nasha...
Halka Halka Sa Honay Laga Hai Nasha
Bin Piye Dil Jo Behkay To Main Kya Karoon

0 Comments:
Post a Comment
<< Home